jismein ye 3 khaslatein (baatein) paida ho jaye usney Imaan ki mithas ko pa liya

Daily Hadeeth
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith: jismein ye 3 khaslatein (baatein) paida ho jaye usney Imaan ki mithas ko pa liya ( Urdu & English Translation )
-------------------------
English Translation :
Narrated Anas Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Whoever possesses the following three qualities will have the sweetness (delight) of faith:
1. The one to whom Allah and His Apostle becomes dearer than anything else.2. Who loves a person and he loves him only for Allah's sake.3. Who hates to revert to Atheism (disbelief) as he hates to be thrown into the fire."
{Sahih Bukhari , Vol 1, Book 2, No. 15}
----------------------------
Urdu Translation :
Hazrat Anas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya 3 khaslatein (Qualities) aisee hain ki jismein ye paida ho jaye usney Imaan ki mithas ko pa liya:

Awwal ye ki Allah aur uska Rasool uske nazdeek sabse Jiyada mehboob ban jaye, dusra ye ki kisi insaan se sirf Allah ki Raza ke liye mohabbat kare, teesra ye ki wo kufr mein wapas lautney ko aisa bura janey jaisa ki aag mein daley jenny ko bura samajhta hai
{Sahih Bukhari, Iman ka Bayan No. 21}
"