Bismillahirrahmanirrahim
★Hadith: aurat 3 din se zyada us waqt tak safar na kare jab tak uske saath uska mahram na ho
★Hadith:Abu Said Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasooll-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo aurat Allah subhanahu aur aakhirat par imaan rakhti ho uske liye ye baat jayaz nahi ki wo bina apne baap ya bhai ya shohar ya bete ya bina kisi mahram ke 3 din se zyada ka safar (travel) kare
đź“—Reference:Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1713-Sahih
★Hadith:Abullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya aurat 3 din se zyada us waqt tak safar na kare jab tak uske saath uska mahram na ho ( mahram yani wo shaksh jiske saatht uska shareeyat ke hisab se nikah nahi ho sakta)
đź“—Reference:Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1714-Sahih