Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Ramdan ke roze ke baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga
Abu Ayyub al-Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ramdan ke roze rakhe aur uskey
baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga
Sahih Muslim, Vol 3, 2758
Note : Ulma kahte hain ki agar koi eid ke forna baad na rakh saka ho to pure shawwal mahine mein kabhi bhi ek ek karke ya ek hi saath ye 6 roze rakhe ja sakte hain
----------------------------------
Abu Ayyub al-Ansari Radi Allahu Anhu reported that prophet Sallallahu
Alaihi Wasallam said: He who observed the fast of Ramadan and then
followed it with six (fasts) of Shawwal. it would be as if he fasted perpetually.
Sahih Muslim, Book 6, Hadith 2614
Note : As per scholars It is permitted to fast these six days
separately throughout the month, or consecutively, after Eid al-Fitr