Hadith: jab kitab wale (yahud aur nasara) tumhe salam kare to tum Wa-Alaikum kaha karo
Anas bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek yahudi Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke pass se guzra aur kahne laga “Al-Saam-Alaik”yani aap ko maut aa jaye to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne jawab mein sirf Wa-Alaika kaha Sahaba ne arz kiya ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kya isko hum maar daale Aapne farmaya nahi aur jab kitab wale (yahud aur nasara) tumhe salam kare to tum bhi Wa-Alaikum kaha karo.
Sahih Bukhari,Vol8, 6926
Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu : A Jew passed by ALLAH's
Apostle and said,"As-Samu 'Alaika." ALLAH's Apostle said in reply, "Wa
'Alaika." ALLAH's Apostle then said to his companions, "Do you know what
he (the Jew) has said? He said, 'As-Samu 'Alaika.'" They said, "O
ALLAH's Apostle! Shall we kill him?" The Prophet Sallallahu Alaihi
Wasallam , said, "No. When the people of the Book (Christian,Jews
etc.)greet you, say: 'Wa 'Alaikum.'"
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 84, Number 60
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 84, Number 60